Imam Ali Quotes in Urdu about Love, Anger, Friends

Imam Ali best quotes in Urdu are about love, anger, wife, Education, knowledge, and friends. Inspirational Imam Ali quotes and sayings about life. Let’s have a look at Hazat Ali quotes in Urdu.

Imam Ali Quotes in Urdu About Love

“Ase Shakhas Ko Kabhi Mat Gawan Jis K Dil Mein Tumhare Lie Mohabbat, Fiker, Izzat Aur Chahat Ho”


“Jis Se Mohabbat Ki Jae Us Se Mokabla Nhe Kia Jata Kisi Ko Pa Lena Mohabbat Nhe Balk Kisi K Dil Mein Jagha Bana Lena Mohabbat Ha.”


“Mohabbat Sab Se Kro Lkein Us se Aur Bhi Ziada Kro Jis K Dil Men Tumhare Lie Tum Se Bhi Ziada Mohabbat Ha.”


“Kisi Ko Chana Ho Tu Dil Se Chaho Aur Kisi Per Gusa Kerna Ho Tu Zuban Se Kro Dil Se Nhe.”


“Dunia Mein Hazar Rishte Banao Lekin Aik RIshta Esa Banao Jab Hazaro Ap K Khilaf Hoon Tu Vo Aik Ap K Sath Ho.”


“Jis Ko Tum Se Sachi Mohabbat Ho Gi V Tum ko Fazol Aur Najaiz Kamow Se Roke Ga.”


Hazrat Ali Quotes About Anger

“Behter Hai Vo Shakhas Jo Deer Mein Khafa Ho Aur Jalad Razi Ho Jae Aur Badtreen Hai Vo Shakhas Jo Jalad Guse Mein A Jae Aur Deer Se Razi Ho.”


“Jo Gali Tum Guse Mein Ya Mazak Mein Dete Ho Vo Tumhari Qabar K lie Aik Bichu Bun Jata Hai.”


“Jo Koi Tumhara Gusa Berdasht Kr Laay Aur Sabat Qadam Rahe Tu Vo Tumhara Sacha Dost Hai.”


“Rishtow Ki Khubsurati Aik Dusre Ki Baat Ko Berdasht Krne Mein Hai, Beaib Insan Talash kro Gy To Akele Rah Jao Gy.”


“Un Logoow Ko Khone Se Dero Jin K Nazdeek Dosti K Rishte Khoon K Rishtow Se Ziada Aziz Ho.”


“Zuban Se Nikle Huve Ilfaz Jisam Ko Nhe Balk Rooh Ko Zakhmi Kerte Hain.”


“Sach Aik Asi Dawa Ha Jis Ki Lazat Kervi Mager Taseer Methi Hoti Hai.”


Read MORE: Best Inspiring Muharram Poetry in Urdu

Hazrat Ali Quotes About Education

“Her Cheez Akal Ki Mohtaj Hoti Hai Aur Akal Adab Ki Mohtaj Ha.”


“Kam Tareen Ilam Vo Hai Jo Zuban Per Rahe, Buland Tareen Ilam Vo Hai Jo Kerdar Se Zaher Ho.”


“Ache Logoow Ka Tumhari Zindgi Mein Ana Tumhari Qismat Hoti Hai Aur Unhe Sumbhal Ker Rakhna Tumhara Huner.”


“Insan Zindgi Se Ziada Mayos Ho Tu Kamyabi Bhi Nakami Nazer Ati Hai.”


“Jis Ne Apni Qadar o Manzalat Pehchan Li Kabhi Berbad Na Ho Ga.”


To Update or Add any Information in this article, please contact us via Email.

ShowbizHut Editorial Staff

Our team at Showbiz Hut is passionate about delivering engaging and authentic content that keeps you in the loop with the latest trends and happenings in the entertainment industry. As avid enthusiasts of the world of entertainment, we strive to provide you with intriguing insights, exclusive updates, and a fresh perspective on your favorite celebrities, movies, TV shows, and more.