Muharram Poetry in Urdu – Karbala Shayari
Inspirational and heart-touching Muharram ul haram poetry in Urdu by famous poets. Best Karbala and Imam Hussain Shayari in Urdu must share on 9 and 10 Muharram. Let’s dig in for the best Karbala and Muharram poetry in Urdu by Allama Iqbal and many other famous poets.
Muharram Shayari in Urdu
“Rone Vala Hoon Shaheed e Karbala Ki Yaad Mein
kia Der-e-Maqsad Na Deien Gy Saqi Koser Mujhay”
“Karbala Ko Jab Bhi Jana Marfat K Saath Jana
Yeah Hadiat Ki Jagha Hai Tum Hadiat Ly K Ana”
“Na Ishq-e-Hussain, Na Zoq-e-Shahadat
Ghafil Smaj Betha Hai Matam ko Ebadat”
“Kamal Ka Hosla Tha Karbala K Shahidow Ka
Wahan Per Shuker Krte Thy Jahan Per Saber Mushkil Tha”
“Vo Dunia Tumhe Kia Dy Gi Mohsin
Jis Ne Hussain Ko Kaffan Tak Na Dia”
“A Dakh Karbala Ko Basher k Shaor Mein
Shamil Huve Hain Khaak K Zare Bhi Noor Mein
Taseer e Khoon Ibn e Ali Hai K Aaj Tak
Jhukta Hai Asman Bhi Zameen K Hazor Mein”
“Yazeed Tera Takhat-o-Taj Do Gheri Ka Tha
Hai Aj Bhi Dilow Per Hakumat Hussain Ki”
“Ehsas e Karbala Thuje Bhi Ho Jae Ga Aik Din
Tanha Kisi Aziz Ki Miaat Utha Ker Dakh”
“Karbala Ki Rait Pe Soia Huva Hai Dakh Lo
Masjadiow Mein Dhoundte Ho Kon Se Islam Ko”
“Bata Rahe Hain Yeah Hussain Logow Ko Bula Ker
Milta Hai Sakoon Khuda K Agee Ser Jhuka Ker “
“Naaz Jis Per Kianat Ki Her Namaz Ko Tha
Vo Sajda Phir Na Dakha Gia Hussain K Bad”
“Gharoor Toot Gia, Koi Metaba Na Mila
Sitam K Baad Bhi Koi Hasil-e-Jafa Na Mila
Ser Hussain Mila Hai Yazeed Ko lekin
Shakast Yeah Hai K Phir Bhi Juka Huva Na Mila”
“Aay Qoam! Vohi Phir Hai Tabahi Ka Zamana
Islam Hai Phir Tere Ebadat Ka Nishana
Kyun Chup Hai Usi Shaan Se Phir Cheer Tarana
Tareekh Mein Rah Jae Ga Mardow Ka Fasana
Mitne Huve Islam Ka Phir Naam e Ali Ho
Lazim Hai K Her Farad Hussain Ibn e Ali Ho”
Read MORE: Karbala Quotes in Urdu by Famous Scholars
“Koi Andaza Ker Skta Hai Us K Zor-e-Bazow Ka
Nigha Merd e Momin Se Badal Jati Hain Taqderien”
“Phir Karbala K Bad Dikhai Nhe Dia
Esa Koi Bhi Shakhas K Piasa Kahien Jise”