Taaq Raat Nawafil, Wazifa, Ibadat, Ramadan Taaq Raat 2022
Ramadan Taaq Raat Nawafil & Wazifa are important for all Muslims. 21, 23, 25, 27 and 29 Ramadan Taaq Raat k Nawafil, Ibadat, Wazifa, fazilat, and dua. Ramadan Taaq Raat 2022 dates in the last 10 days of Ramadan are the best time to gather the blessings of Allah.
Taaq Raat 2022 Nawafil & Wazifa
“23 Taaq Raat ko 4 Rakat Nawafil, Her Rakat mein Surat Fatiha Baad k 1 Baar Surat Qadar aur 3 Baar Surat Ikhlas Pherhein.”
“23 Raat ko 1 bar Surat Yaseen aur Aik Bar Surat Rehman Pherna Bohat Afzal Ha.”
“25 Raat ko 4 Rakat Nawafil 2 salam k sath, her Rakat mein surat Fatihah k baad Surat Qadar 3 Bar aur 5 bar Suart Ikhlas. Salam k baad 70 dafa astaghfirullah.”
“25 Raat ko 4 Rakat Nawafil, Her Rakat mein 1 baar Surat Fatiha aur 5 baar Surat Ikhlas. Salam K Baad 100 dafa Kalma Tayaba.”
“27 Shab ko 7 Mertaba Surat Qadar pherne se her musebat se nijaat milti hai.”
“27 Shab ko 2 Rakat Nawafil, Her Rakat mein Surat Ikhlas k bas 1 baar Surat Qadr aur 3 baar Surat Ikhlas. Jannat mein Aik Sheher Inam mein dia jae ga.”
“27 Shab ko 4 Rakat Nawafil, her Rakat mein Surat Fatiha k baad 1 bar Surat Koser aur 3 baar Surat Ikhlas. Jannat mein 4 satoon milien gy jin k her saton mein hazar mahal hoon gy.”
“29 Shab ko 4 Rakat Nawafil 2 Salam k sath, her Rakat mein Surat Fatihah k baad 1 baar Surat Qadr aur 5 baar Surat Ikhlas. Salam k baad 100 dafa Darood-e-Pak.”
“29 Shab ko 7 dafa Surat Waqia pherna Afzal hai.”
Read MORE: Shab e Qadr Quotes & Sayings in URDU