Shab e Qadr Poetry in Urdu – Laylatul Qadr Shayari
Shab e Qadr is observed on the last five odd nights of Ramadan. Beautiful Poetry in Urdu for Shab e Qadr and Laylatul Qadr Shayari. This is a special holy night and special nawafil prayers are offered on this night. Let’s have a look at the beautiful Shab e Qadr and Laylatul Qadr Shayari in Urdu.
Shab e Qadr (Laylatul Qadr) Poetry in Urdu
Mill Raha Hai Jou Ibadat Ka Samar Aaj Ki Raat
Lee Kay Ae Hai Duaon Main Asar Aaj Ki Raat
Who Shab The Keh Jis Main The Roshni Din Ki
Zameen Per Ik Noor Ta Asman Tha
Youn Tou Raat Ati Hai Aur Har Rooz Guzar Jati Hai
Senkorn Raton Se Behtar Hai Magar Aaj Ki Raat
Arsh Per Dhom Hai, Farhs Per Dhom Hai
Hai Who Badbakht Jou Aaj Mehrom Hai
Phir Yeah Ae Gi Shab Kis Ko Malom Hai
Hum Pe Lutf-e-Khuda Aaj Ki Raat Hai
Read More: Quotes About Shab e Barat & Lailatul Qadr 2023
Shab e Qadr Ka Inam Hai Jou Mangana Hai Mang Lo Momino
Tafrqay Main Na Paro Allah Ki Rassi Mazboti Se Tham Lo Momina
Hashar Tak Naam-o-Nishan Tak Na Hou Tareeki Ka
Kash Esi Bhi Koe Lae Sahar Aaj Ki Raat
Phir Muyasar Hou Taqdeer Se, Yeah Raat Siraj
Phir Lamhat Rahian Askhon Ke Gohar Aaj Ki Raat
Kabhi Miraj Kabhi Shabrat Tu Kabhi Shab e Qadr Deta Hai
Kitna Meherban Hai Raab Bakhsish K Wasele Hazar Deta Hai
Tum Kya Jano Shab e Qadr Kya Hai Kesi Raat Hai Logo
Hazar Saal Se Behtar Hai Yeah Noor Ki Barsat Logo
Shab e Qadr Allah Ka Inam Hai
Jo Mangna Ha Mang Lo Mominow
Taferke Mein Na Pero
Allah Ki Rasi Mazbuti Se Tham Lo Mominow