Ramzan Chand Mubarak Shayari in Urdu 2023, Roza Poetry Ramadan
Ramzan Chand Raat Mubarak Shayari and poetry in Urdu for Ramadan 2023. Share the best Ramadan Chand Mubarak Shayari in Urdu you’re your family and friends. Make this precious occasion more important by sharing your happiness with special people around you. Ramazan is a holy month and Muslims wait for this month with excitement. Let’s have a look at Ramzan Chand Mubarak poetry on Ramadan 2023 Chand Raat.
Ramzan 2023 Chand Mubarak Shayari in Urdu
“Raat Ko Naya Chand Mubarak
Chand Ko Chandni Mubarak
Falak Ko Sitare Mubarak
Sitarow Ko Bulandi Mubarak
Aur Ap Ko Hamari Taraf Se
Chand Mubarak”
“Ae Chand Unko Mera Paigham Kehna
Khushi Ka Din Aur Hasi Ki Sham Kehna
Jab Vo Dakhien Baher Aa K Tu Un Ko
Meri Taraf Se Mubarak Ho Ramadan Kehna”
“Chand Se Roshan Ho Ramzan Tumhara
Ibadat Se Bhar Jae Roza Tumhara
Her Namaz Ho Qubool Aap Ki
Bas Yehi Dua Hai Khuda Se Hamari”
“Merhaba Merhaba Amad e Ramzan
A Gia A Gia Mah-e-Ramazan”
“Rehmat Aur Barkat Ka Aya Mehman
Naimat-o-Maghfirat Ka Mile Ga Inam
Ker Lo Tiari Istaqbal Ki
A Raha Hai Pyara Mah-e-Ramazan”
“Hum Ap K Dil Mein Rehte Hain
Is Lie Her Dard Sehte Hain
Koi Hum Se Pehle Wish Na Ker De Ap Ko
Is Lie Sub Se Pehle “Ramadan Mubarak” Kahte Hain”
“Ramadan Ka Chand Dekha
Rozee Ki Dua Mangi
Roshan Siatar Dekha
Ap Ki Khariyat Ki Dua Mangi”
“Chand Ki Pehli Dastak Pe
Chand Mubarak Kehet Hain
Sab Se Pehle Hum Ap Ko
Ramazan Mubarak Kehte Hain”
Asaman Pe Naya Chand Hai Aya
Sara Alam Khushi Se Jagmagia
Ho Rahi Hai Saher o Iftar Ki Tiari
Saaj Rahi Hai Duaow Ki Sawari
Pure Ho Ap K Her Dil K Arman
Mubarak Ho Ap ko Pyara Ramazan
“Ramzan Mein Ho Jae Sab Ki Murad Puri
Mile Sab Ko Khushia Aur Na Rahe Koi Khawahish Adhuri”
“Zindgi Ko Ramazan Jesa Bana Lo
To Moot Eid Jesi Ho Gi”
“Phir Se Miklien Hain Talash e Bandagi Mein Rzadar Ban Ker
Dua Hai K Is Bar Humien Razaa e Ilaahi Mil Jae”
“Allah Ko Razi Kerna Ha Aur Gunahow Ko Bakhshawana Hai
Kuch Khawab Hain Jin Ko Likhna Ha Aur Tabeeroun Ko Pana Hai”
Read MORE: Ramadan Mubarak Instagram Captions & Status
“Ferk Nhe Perta Kis Mosam Ka Ramazan Ha Agee
Haar Jae Gi Yeah Germi Rozadarow K Agee”
“Vo Sehri Ka Maza, Vo Iftari Ka Intezar
Vo Quran Ki Tilawat, Vo Namaz Ki Dawat
Vo Roze Ka Noor, Sirf Kuch Lamhe Door”
Read More: Ramadan Mubarak wishes in Urdu for Family & Friend