Uncategorized

Ramadan Mubarak Poetry in Urdu 2022 – Ramzan Shayari

Ramadan Kareem 2022 Mubarak poetry in Urdu. Ramzan Shayari about Roza and Islamic Poetry in Urdu. Ramadan is the most important Islamic month for Muslims. This is a month to gather the blessings of Allah. Let’s have a look at Happy Ramadan Mubarak Poetry in Urdu for Ramzan 2022 and share in captions for Instagram and status for Whatsapp.

Ramadan Mubarak Poetry in Urdu 2022

“Khof e Khuda Dakhna Hai Tu Muslamow Ka Dakh
 Jo Roze Mein Wazoow Ka Pani Muu Mein Laay Ker Bhi Peta Nhe”


“Dil Mein Phir se Khsuhiow Ka Pigaam A Raha Hai
 Mubarak Ho Mominow Phir Se Ramazan A Raha Hai”


“Hum Na Hun Ho Gy Agle Saal Bhi Aay Ga Ramazan
 DerHakikat Ramazan Nhe Insan Hai Mehman”


“Namaziw Ka Aab Silaab Ane Vala Hai
 Pata Chla Hai K Ramazan Ane Vala Hai
 Aab Masjidow Ka Daera Zra Bera Ker Do
 Bas Aik Mah Ka Musalman Ane Vala Hai”


“Hum Gunahagarow Pe Kitna Bera Ehsan Hai
 Ya Khuda Tu Ne Ata Ker Dia Phir Se Ramazan Hai”


“BeZubaa ko Jaab Vo Zubaa Deta Hai
 Pherne Ko Phir Vo Quran Deta Hai
 Bakhshane Pe Aay Jab Ummat K Gunahow Ko
 Tohfe Mein Gunahagarw Ko Ramazan Deta Hai”


“Farihste kah Rahe Hain Yeah Paverdigar Se
 Sooraj Shakast Kha Gia Hai Rozadar Se”


“Chand Ramazan Ka Jab Nazer A Gia
 Malik e Do Jahan Sab K Gher A Gia”


“Gaib Se Kuch Intezam Ker Daay
 Ramazan Mein Madine Ka Mehman Ker Daay”


“Dunia Jis Bhook Piaas Se Derti Hai
 Mere Raab Ne Us Ko Ebadat Bna Dia”


“Mang Lo Abhi Gher Ghera K Abhi Maghfarat Sasti Hai
 Kahte Hain K Ramazan Mein Raab Ki Rehmat Bersati Hai”


Un Ka Kis Ne Socha Hai
Jis Ka Maghreb K Baad Bhi Roza Hai


Jo Huva Na Hum Se Akhri Ramazan
Ya Raab Vo Pura Ker Laay Is Ramazan


Phir Se Niklien Gy Talash e Bundgi Mein Rozadar Bun Ker
Dua Hai Is Din Humien Raza e Elahi Mil Jae


“Thore Se Noddles Thora Sa Patasa
Iftari Pe Bula Lo Allah Ka Wasta”


Read MORE: Ramadan Mubarak Quotes & Sayings in Urdu

“Merhaba Saad Merhaba Phir Amad e Ramazan Hai
 Khil Uthe Murjhae Dil Taza Huva Eman Hai
 Hum Gunhagarow Pe yeah Kitna Bera Ehsan Hai
 Ya Khuda Tu Ne Ata Phir Ker Dia Ramazan Hai”


“Ferk Nhe Perta Kisi Mosam Ka Ramazan K Agee
 Haar Jae Gi Yeah Germi Bhi Rozedarow K Eman K Agee”


“Saal Bher Bhook Chupata Raha Logow Se
 Aaj Vo Fajer Se Bole Ga Mera Roza Hai”

error: Content is protected !!