Karbala Poetry in Urdu, Shayrai for Status & Captions
Heart-touching Karbala Poetry in Urdu, best Karbala Shayari SMS, messages, WhatsApp status & Instagram Captions. Read sad Karbala poetry by famous poets.
Karbala Poetry in Urdu
“Kamal Ka Hosla Tha Kerbala k Shahediow Ka
Wahan Per Suker Krte Thay Jahan Per Sabar Mushkil Tha”
“Karbala Ko Jab Bhi Jana Marafat K Sath Jana
Yeah Hayadiat Ki Jagha Hai Tum Haydiat Laay K Ana”
“Thaki Huvi Hai Zindgi Kaash A Jae Balawa
Meri Rooh Karbala Mera Chain Karbala”
“Ata Ker Mujhe Gher Wahan Ya Raab
Jahan Se Dedar e Hussain Ker Sakow”
“Had Hi Nhe Hussain Tere Intekam Ki
Lafaz Yazeed Gali Se Badter Bana Dia”
“Na Ishq e Hussain, Na Zoaq e Shahadat
Ghafil Smaj Betha Hai Matam Ko Ebadat”
“Ajeeb Mazak Hai Islam Ki Taqdeer K Sath
Kata Hussain Ka Ser Nara e Taqbeer K Sath”
“Fazien Surakh Hoti Ja Rahi Hain
Shayad Musafir Karbala Tak A Gia Hai”
“Phir Karbala K Baad Dikhai Nhe Dia
Asa Koi Bhi Shakash K Piyasa Kahien Jise”
“Ehsas e Karbala Thuje Bhi Ho Jae Aik Din
Tanha Kisi Aziz Ki Miaat Utha Ker Dakh”
“Gharoor Toot Gia, Koi Martaba Na Mila
Sitam K Baad Bhi Kuch Hasil e Jafa Na Mila
Ser Hussain Na Mila Yazeed Ko Lekin ….
Shakast Yeah Hai K Phir Bhi Jhuka Huva Na Mila”
“Rone Vala Hun Shaheed Karbala Ki Yaad Mein
Kia Der-e-Maqsad Na Deien Gy Saqi e Koser Mujhe”
“Insan Ko Bedar Tu Ho Lene Do
Her Qoam Pukare Gi Hamare Hain Hussain” “Mere Khalos Ko Hiran Ker Gia Pani
Kaha Hussain Tu Ankhow Mein Bher Gia Pani
Read MORE: Imam Ali Quotes & Sayings in Urdu