Eid Chand Raat Mubarak Shayari in Urdu, Poetry Status
After the holy month of Ramadan, Muslims celebrate Eid ul Fitr with excitement. Share Eid Chand Raat Mubarak Shayari in Urdu on Eid ul Fitr. Eid Chand Raat Mubarak Status poetry in Urdu for everyone. Let’s have a look at inspiring Eid Chand Raat Poetry.
Eid Chand Raat Mubarak Shayari
“Raat Ko Naya Chand Mubarak
Chand Ko Chandni Mubarak
Falak Ko Sitary Mubarak
Sitarow Ko Bulandi Mubarak
Aur Ap ko Hamari Taraf Se
Chand Raat Mubarak!”

“Meri Arzoow Ki Tamheed Tum Ho
Mera Chand Tum Ho Meri Eid Tum Ho”
“Is Se Pahle K Chand Raat Ki Sham Ho Jae
MubarakBaad Ka Silsila Aam Ho Jae
Bher Main Shamil Hamara Nam Ho Jae
Kyun Na Us Se Pahle Ek Salam Ho Jae”
“Chupke Se Chand Ki Roshni Choo Jae Ap Ko
Dhire Se Yeh Hawa Kuch Kah Jae Ap Ko
Dil Se Jo Chahte Ho Mang Lo Rab Se
Hum Dua Karien Gy K Vo Mil Jae Ap Ko”
“Ae Chand Jab Vo Teri Terf Dakhe
To Unhe Kuch Yad Dila Dena
Mudhar Se Kuch Geet Sunana
Aur Kehna Tumhe Koi Yad Krta Ha
Teri Arzo Teri Umeed Krta Ha
Koi Aj Bhi Tujhe Dakh Kr Eid Krta Ha”
“Subha Jab Bhi Nikhar Dekhna
Sham Jab Bhi Baher Dakhna
Raat Ko Tanhai Mein Tare Jab Bhi Dakhna
Pyar Ko Sada Abaad Rakhna
Pyar Ko Eid K Lamhon Mein Yad Rakhna”
“Dekha Eid Ka Chand To Mangi Yeah Dua Rab Se
De Day Tera Sath Eid Ka Tohfa Smaj K”
“Chand Dekha To Yad Aye Hai Teri Surat
Hath Uthte Hain Magr Harf-e-Dua Yad Nhe”
“Us ki Mehki Huvi Yadow Ki Sadda Jag Uthi
Door Ufaq Per Jo Nazar Aya Eid Ka Chand”
“Tu Meri Duaow Mein Shamil Hai Is Tarah
Phulon Mein Hoti Hai Khsuhbo Jis Tarah
Allah tumhari Zindgi Mein Itni Khsuhiaan De
Zameen Per Hoti Hai Barish Jis Tarah”
“Dakhiye Chand Raat Aai Hai
Sath Khushiyan Hazar Layi Hai
Tum Chle Aao Eik Lamhe Ko
Hum Bhi Manne K Eid Aai Hai”
Read MORE: List of Pakistani Movies Released on Eid ul Fitr