Duniya Ke Ae Musafir Lyrics in Urdu – Junaid Jamshed Naat
Famous Naat Duniya Ke Ae Musafir lyrics in Urdu by Junaid Jamshed. It is a very famous naat and in the beautiful voice of Junaid Jamshed, it got more fame.
Duniya Ke Ae Musafir Lyrics Naat in Urdu
Duniya Ke Ae Musafir Manzil Teri Qabar Hai
Manzil Teri Qabar Hai
Tah Ker Raha Hai Jou Tou Do Din Ka Yeah Safar Hai
Do Din Ka Yeah Safar Hai
Duniya Ke Ae Musafir Manzil Teri Qabar Hai
Manzil Teri Qabar Hai
Tah Ker Raha Hai Jou Tou Do Din Ka Yeah Safar Hai
Do Din Ka Yeah Safar Hai
Jab Se Bani Se Bani Hai Dunya Lakhon Karoron Ae
Baki Raha Na Koe Matti Main Sab Samae
Matti Main Sab Samae
Matt Bholna Yahan Per Sab Ka Yahi Hashar Hai
Sab Ka Yahi Hashar Hai
Duniya Ke Ae Musafir Manzil Teri Qabar Hai
Manzil Teri Qabar Hai
Tah Ker Raha Hai Jou Tou Do Din Ka Yeah Safar Hai
Do Din Ka Yeah Safar Hai
Ankhon Se Tonay Apni Kitni Jahane Dekhay
Hathon Se Apnay Tounay Dafnae Ktne Murday
Dafnae Ktne Murday
Anjam Se Tou Apna Kyun Itna Bekhabar Hai
Kyun Itna Bekhabar Hai
Duniya Ke Ae Musafir Manzil Teri Qabar Hai
Manzil Teri Qabar Hai
Makhmal Pe Sone Wale Mitti Pe So Rahay Hain
Shah-o-Gadah Sab Yahan Pe Sab Aik Ho Rahay Hain
Sab Aik Ho Rahay Hain
Dono Hou Barabar Yeah Mout Ka Asar Hai
Yeah Mout Ka Asar Hai
Duniya Ke Ae Musafir Manzil Teri Qabar Hai
Manzil Teri Qabar Hai
Matti Ke Pulaty Tujko Matti Main Hai Samana
Ik Din Yahan Tou Ae Ik Din Jana Yah Se Jana
Ik Din Jana Yah Se Jana
Rukna Nahi Yahan Pe Jari Tera Safar Hai
Jari Tera Safar Hai
Duniya Ke Ae Musafir Manzil Teri Qabar Hai
Manzil Teri Qabar Hai Tah Ker Raha Hai Jou Tou Do Din Ka Yeah Safar Hai
Do Din Ka Yeah Safar Hai
Read More: Ilahir Teri Chokhat Per Naat by Junaid Jamshed Lyrics in Urdu