Chehlum Imam Hussain Poetry in Urdu – Arbaeen 2022 Shayari
Chehlum Imam Hussain 2022 Poetry in Urdu. Arbaeen Karbala 2022 Shayari in Urdu for Status and Captions. Share Chehlum Hussain Poetry on Arbaeen 2022.
Chehlum Imam Hussain 2022 Poetry in Urdu
Khaak-e-Shifa Thi Jis Kay Tan-e-Pak Ka Kafan
Chehlum Hai Us Ghareeb Ka Karb-e-Bala Main Aaj
Zainab Aa Gae Chehlum Hussain Ka Mananay
Parba Hai Do Alam Main Matam Hussain Ka
Hussain Tum Nahi Rahay Tumhara Ghar Nahi Raha
Magar Tumharay Bad Zalimon Ka Dar Nahi Raha
Tarap Raha Hai Watan Main Ghulam Keh Dena
Meray Hussain Ko Mera Salam Keh Dena
Gham-e-Hussain Main Ansoon Bahany Ae Hon
Main Apnay Bhai Ka Chehlum Mananay Ae Hon
Read More: Hazrat Imam Hussain Quotes and Captions in Urdu
Farsh-e-Matam Bishae Baithay Hain
Bakth Apnay Jagae Baithay Hain
Ao Jis Nay Hayat Laini Hai
Moula-e-Maqtal Sajae Baithay Hain
Main Kaisay Na Fakhar Karon Apni Qismat Par
Keh Muj Ko Banae Hai Khuda Nay Majno Hussain Ka
Ishq Main Kya Bachae, Ishq Main Kya Lutae
Aal-e-Nabi Ne Likh Dea Sara Nisab Rait Par