Uncategorized

27 Ramzan Ki Ibadat & Nawafil – Shab e Qadar Namaz Rakat

Shab e Qadr or Laylatul Qadr is celebrated on 27 Ramzan. 27 Ramzan Ki Ibadat, Nawafil in Urdu and Shab e Qadar Namaz Rakat for Laylatul Qadr. Here, we have shared the 27 Ramzan Shab e Qadr Namaz ka tarika and Rakat details in Urdu.

27 Ramzan Ki Ibadat & Nawafil in Urdu

4 Rakat Nawafil, Her Rakat mein Surat Fatiah k baad 3 Dafa Surat Qadr aur 7 Dafa Surat Ikhlas.”

4 Rakat Nawafil, Her Rakat mein Surat Fatiah k baad 1 Dafa Surat Qadr aur 27 Dafa Surat Ikhlas.”

2 Rakat Nawafil, Her Rakat mein Surat Fatiah K baad 7 Dafa Surat Qadr aur 7 Dafa Surat Ikhlas.”

8 Rakat Nawafil, Her Rakat mein Surat Fatiah K baad Surat Qadar, 1 Dafa Suart Ikhlas, Salam K Baad Kalam e Tamjeeb 70 Dafa.

2 Rakat Nawafil, Her Rakat mein Surat Fatiah k baad 1 Dafa Surat Qadr aur 100 Dafa Surat Ikhlas. Salam k baad 11 Dafa Darood Shareef.”

12 Rakat Nawafil, her Rakat mein Surat Fatiah K bad 3 Mertaba Surat Ikhlas aur salam pherne k bad 100 Mertaba Tesra (3rd) Kalma Pherna Hai.”

Read MORE: Shab e Qadr Islamic Shayari in Urdu for Status

4 Rakat Nawafil, her Rakat mein surat Fatiha k Baad Surat Takasur 1 dafa aur Surat Ikhlas 3 dafa.”

“Namaz e Isha K baad 7 Baar Surat-ul-Qadr Pharho.”

Read MORE: Shab e Qadr / Laylatul Qadr Ki Dua in Arabic Urdu

error: Content is protected !!