14 August Poetry in Urdu for Status & Caption
14th August is a very important day for all Pakistanis. On this day Pakistan Independence Day is celebrated and people in Pakistan decorate their places with flags and Lights. Send the best 14 August Poetry in Urdu to your friends and family and celebrate this day with more love. You can use these 14 August Poetry for your Instagram Caption and 14 August Status.
14 August Poetry in Urdu
“Chand Roshan Chumkata Sitara Rahe
Sub Se Uonhce Yeh Perchum Hamara Rahe”

“Hum Tu Mit Jaien Gey Ae Arz-e-Watan
Lekin Tum Zinda Rahna ha Qayamat ki Seher Hone Tak”

“Khuda Kre k Meri Erz e Pak pe Utre
Vo Fasal e Gul Jise Endisha e Zawal Na Ho”
Aik Huve Thay Tu Bana Tha Pakistan
Aik Rahien Gy Tu Bache Ga Pakistan
“Ae Rah-e-Huq K Shahido, Wafa Ki Tasveerow
Tumhe Watan Ki Hawaien Salam Kahti Hain”
“Is Perchum k Siyee Tale Hum Aik Hum Aik Hain
Sanjhi Apni Khushiaa Aur Ghum Aik Hain Aik Hain”
“Ye Perchumow Mein Azeem Perchum
Ataiee Rab e Kareem Pechum
Hamara Perchum Yeh Payara Perchum”
Read MORE: Happy 14 August Quotes and Wishes With Images
“Mere Mehboob Watan Thuj Pe ager Jan Ho Nisar
Mein Yeh Samjhoow Ga Thakane Laga Sermia e Tun”
Watan Hamara Esa Na Chor Pae Koi
Rishta Hamara Esa Na Tor Pae Koi
Dil Hamara Aik Hai Aik Hai Hamari Jaan
Pakistan Hamara Hai Hum Sub Ki Hai Yeah Shaan
“Abhi Tak Paoow se Chimti Hain Zinjeerien Gulami Ki
Din A Jata Ha Azadi Ka Azadi Nhe Ati”

Hum Shaheen Hain Paharoow Ki Hum Ghulami Nhe Krte
Ser Qalam Ho Bhi Jae Per Hum Kabhi Ser Jhukaia Nhe Krte
“Mili Nhe ha Humien Erz e Pak Tohfee Mein
Jo Lakhow Deep Bhujee Hain Tu Yeh Chiraag Jala”
“Ae Erz-e-Watan Ajj Bhi Apna Yeh Ehad Hai
Hum Herf-e-Wafa Khoon Se Tehreer Krien Gy”
“Hai Ager Jrum Watan Ki Miti Se Muhabbat
Yeh Jrum Sada Mere Hisaboow Mein Rahe Ga”
“Yeh Watan Tumhara Ha Tum Ho Pasban Is k
Yeh Chuman Tumhara Ha, Tum Ho Naghma Khawa Is K”
Chand Ko Riffat Ki Aur Bhi Tamana The
Isi Lie To Mere Percham Mein Uter Aya Hai
Nazer Buri Dali Ager Tum Ne Meri Arz-e-Paak Per
Mera Wada Ha Aay Dushman Teri Hasti Mitta Deien Gy