12 Rabi ul Awal Poetry & Status with Images
12 Rabi ul Awal is the Birthday of Muhammad(P.B.U.H) and a very important day for Muslims. It is considered the third Eid and celebrated with love and excitement. Muslims decorate their homes and streets to show their love for Holy Prophet Hazrat Muhammad(P.B.U.H). Share your feelings by sharing the best 12 Rabi ul Awal Mubarak Status with poetry and Images. We have to inspire 12 Rabi Awal Status Ideas for you, have a look.

12 Rabi ul Awal Poetry
“Ki Muhammad Se Wafa Tu Ne, To Hum Tere Hain
Yeh Jahan Cheez Hai Kia, Loah Qalam Tere Hain”
“Kis Shaan Se Allah Ne utare Hain Muhammad
Heer Door Mein Heer Sheiksh Ko Pyare Hain Muhammad”
“Mere Qalab Ko Bhi Naseeb Hoon Teri Zaat Se Wohi Nisabtien
Vo Jo Aizmatien Thein Awais Ki, Vo Jo Rabte Thy Bilal Ke”
“Kaash Vo Chera Meri Ankh Ne Dakha Hota
Mujh ko Taqdeer Ne Ussi Door Mein Likha Hota”
“Aye Kaash K Esa Ho, Sarkar k Qadmoow mein Mera Thakana Ho
Mer Jaoow Tabaya Mein, Tabaya Mein hi Dafan Hum”
“Yeh Kah k der-e-Haq se Li Moot se Kuch Mohlat
Milaad ki Amand hai Aur Mahfil ko Sajana Hai”
“Na to Zameen K lie Hai Na Asmaan K lie
Jahan Hai Tere Lie, Tu Nhi Jahan K lie”
“Mitha Mitha Hai Mere Muhammad Ka Nam
Hum Sub Bhajien Un Pe Hazarow Lakhow Darood-o-Salam”
“Muhammad Ka Roza Kareeb A Raha hai, Bulundi Pe apna Naseeb a raha Hai
Firshtoow Yeh Dy Do Piagaam Un ko, Khaber Ja k Day Do Un Ko Farishoow
K Khadam Tumhara Saeed A raha Hai, K Khadam Tumhara Saeed A raha Hai,”
“Hui kul Alam e Rahmat ki Phawar
Aya Rabi-ul-Awal, Tu Aai Bahar
Milad e Mustafa pe Sabhi Muslaman Junjoya
Sajate Hain Kerra Kerra Mahfil-e-Sarkar”
Read More: Eid Milad un Nabi Mubarak Status & Wishes
“Deer-e-Naabi pe Pera Rahoow Ga, Peere hi Rahne Se Kam ho Ga
Kabhi tu Kismat Khule Gi Meri, Kabhi tu Mera Salam Ho Ga”
“Rahmat Beras Rahi Hai Muhammad K Shaher Mein
Her Shaay Mein Tazgi Hai Muhammad K Shaher Mein”
“Mujahy Deer Pe Phir Bulana Madni Madine Vale
Mah-e-Ishq Bhi Pilana Madni Madine Vale”
“Pigaam Saba Laai Hai Gulzar e Nabi Se
Aya Hai Bulawa Mujahy Derbar-e-Nabi Se”