Youm e Shuhda Poetry in Urdu – Pakistan Martyrs Day Shayari
Share the emotional and inspiring Youm e Shuhda Poetry in Urdu for Pakistan Martyrs Day 2023. This day is celebrated on 25th May in Pakistan to give a tribute to the sacrifices of Shuhda of Pakistan.
Youm e Shuhda Poetry in Urdu 2023
“Aag Lagane Jo Aay Thay Ashiane Ko
Vo Shole Apne Lahow Se Bhuja Die Tum Ne”
“Shaheedan e Watan K Hosle Thay Deed K Qabil
Wahan Per Shuker Krte Hain Jahan Sabar Mushkil Tha”
“Kisi Ki Himmat Hai Hamari Perwaz Mein Lae Kammi
Hum Perwazow Se Nhe Hoslow Se Ura Krte Hain”
“Mein Chup Tha K, Berbad Na Ho Jae Gulshan Ka Sakoon
Nadan Yeah Smaj Bethe K Mujh Mein Qawat e Lalkar Nhe”
“Yeah Kis Ne Hum Se Lahow Ka Khiraj Phir Manga
Abhi Tu Soye Thay Muqtal Ko Ser Kharu Kr K”
“Watan K Jaan Nisar Hain Watan K Kaam Aien Gy
Hum Is Zameen Ko Aik Asmaa Baien Gy”
“Shahadat Hai Matlob o Maqsod Momin
Na Maal e Ghanemat, Na Kashor Kashai”
“Nika Pere Hain Ser Per Kafan Bandh Kr Ya Allah
Watan K Betiow Ki Tu Hifazat Krna”
“Okat Nhe Ankh Se Ankh Milane Ki
Aur Log Naam Mitane Ki Baat Krte Hain”
“Shaheedow Ki Zameen Hai Jise Pakistan Kehte Hain
Yeah Bunjer Ho K Bhi Kabhi Buzdil Peda Nhe Krti”
Read MORE: Pakistan Martyrs Day Quotes Status in Urdu
“Iqbal K Shaheenow In Dil Valow Ko Salam
Aay Pak WatanTere Rakhwalow Ko Salam”
“Vo Krte Hain Humien Mittane Ki Batien
Jo Waqif Nhe Hamare Hoslow Se”