Ramzan Jumma Mubarak Shayari – Jumma Poetry in Urdu

Best inspiring Ramzan Jumma Mubarak Shayari 2022 in Urdu. Share Islamic Ramadan Jumma Mubarak Poetry and make this more special. Let’s have a look at Ramzan Jumma Mubarak Shayari 2022.

Ramzan Jumma Mubarak Shayari

“Islam Jesa Koi Mazhad Nahi
 Namaz Jesi Koi Ebadat Nahi
 Aur Jumma Jesa Koi Din Nahi”

“Aj Toh Mere Haq Mein Ker Den Dua
 Suna Hai Yeah Din Bohat Qaboolyat Ka Hota Hai”

“Tooba Ki Umeed Per Ho Chuke Bohat Gunah Ya Raab
 Mohlat To Mil Rahi Hai Tofeeq Bhi Ata Ker”

“Kitni Jaldi Yeah Armaan Guzer Jata Hai
 Piyaas Lagti Nhe Iftar Guzer Jata Hai
 Hum Sab Gunahgarow Ki Maghfarat Ker Allah
 Ebadat Hoti Nhe Aur Ramzan Guzer Jata Hai”

“Na Rahe Ga Sada
 Kuch Hi Dinow Ka Mehman Hai
 Rehmat Se Bher Lo Jhooliyan
 Guzer Raha Hai Ramzan”

“Kyun Dhoundta Ha Insan Rahat Dunia Mein
 Jab J Sare Masle Ka Hal Hai Namaz Mein”

“Tooba Ki Umeed Per Ho Chuke Bohat Gunah Ya Raab
 Mohlat To Mil Rahi Hai Tofeeq Bhi Ata Ker”

“Yun Berse Aaj Thuj Per Lutaf o Karam Ki Barish
 K Bargah e Elahi Se Teri Koi Dua Raad Na Ho”

“Kafir Tu Tersta Hai Tahwarow Ko
 Aay Musalman Tu Khushnaseeb Hai
 Jo Her Hafte Eid Manata Hai”

“Mein Kase Kahow K Mein Tanha Hoon
 Jab Tak Mer Raab Mere Sath Hai”

“Yun Tu Rehmat Hai Teri Tere Ghazab Per Hawi
 Phir Bhi Mehsher Mein Khudia Mera Perda Rakhna”

Read MORE: Ramadan Jumma Mubarak Quotes & Wishes

“Allah K Hazor Ser Jhuka K Dekh
 Milta Hai Kia Namaz Mein Sajde Mein Ja Ker Dekh”

“Sirf Ehsas e Nadamat, Aik Sajda Aur Chasham e Ter
Aay Khuda Kitna Asan Ha Manana Thuj Ko”

“Aaj Tu Ker Dena Mere Haq Mein Dua Aay Dost
 Suna Ha Yeah Din Bohat Qabooliat Ka Hota Hai”

Read MORE: Ramadan Mubarak Status & Instagram Captions

To Update or Add any Information in this article, please contact us via Email.

Sara Rayan

Sara Rayan is content writer at Showbiz Hut. She is responsible for writing the articles related to the latest dramas, series, and celebrity buzz with infectious enthusiasm. Sara has more than 5 years of experience in creating engaging content related to entertainment industry.