Jumma Tul Wida Quotes in Urdu, Ramadan Last Friday Poetry
Jumma Tul Wida is the Last Friday of Ramadan. Jumma Tul Wida Mubraka Quotes in Urdu to share in Status. Let’s have a look at the Jumma Tul Wida Quotes, and Poetry in Urdu to share with friends and family.
Jumma Tul Wida Quotes in Urdu
Nabi Akram (S.A.W.) ne Farmaea, “Jumma Main Aik Ghari Esi Hoti Hai Keh Musalman Iss Ghari Main Allah Tallah Se Jou Bhalae Bhi Mange Ga, Allag Tallah Isse Atta Farmae Ga Aur Who Ghari Bhot Thori Dher Rehti Hai.”
Tere Ane Se Dil Khush Hua Tha
Aur Zoq-e-Ibadat Bharha Tha
Ah! Ab Dil Pe Hai Gham Ka Ghalba
Alvida Mah-e-Ramza, Alvida Mah-e-Ramzan
Hazrat Muhammad (S.A.W.) ne Farmaea,“Musalmano Allah Ne Jumma Ke Din Ko Tumhare Lea Eid Ka Din Bnaea Hai. Jou Saksh Namaz-e-Jumma Ke Lea Ae Use Chahae Keh Gusal Kre Aur Agar Hou Sake Tou Khusboo Lgae Aur Maswak Ka Zror Ehtamam Kre.”
Andheron Ko Noor Deta Hai
Zikar Uska Dil Ko Suror Deta Hai
Uske Dar Se Jou Bhi Mango
Who Allah Hai Zror Deta Hai
Rasol (S.A.W.) ne Irshad Farmaea, “Jou Saksh Jumma Ke Din Roz Do So MArtaba Muj Per Drood Shraif Perhay Ga, Uske Do So Saal Ke Gunnah Maaf Ker Dea Jaen Ge.”
Read More: Jumma Tul Wida Mubarak Status and Wishes in Urdu
“Wuzu Se Shakal, Quran Se Aqal aur Namaz Se Nasal Pak Hoti Hai.”
Yun Barsay Aaj Tuj Pe Lutuf-o-Karam Ki Barish
Keh Bargae Illahi Se Teri Koe Dua Radd Na Ho
Hazrat Muhammad (S.A.W.) ne Farmaea, “Tamam Dinno Main Sab Se Zada Fazelat Wala Din Jumme Ka Hai. Pus Tum Iss Din Muj Per Kasrat Se Drood Bheja Kro, Iss Lea Keh Tumhra Darood Muj Per Paish Kea Jata Hai.”
Read More: Ramzan Jumma Tul Wida Mubarak Poetry in Urdu