Iqbal Day Poetry in Urdu – 9 November Shayari
9th November is the birthday of Pakistan’s national poet Muhammad Iqbal. Allama Iqbal Day is celebrated on 9th November every year to pay the tribute to our great poet. Share best 9 November Iqbal Day Poetry in Urdu with your friends and family, making this day more memorable and excited.
9 November Iqbal Day Poetry in Urdu
“Nhe Hai Na Umeed Iqbal Apni Shakast-e-Weraa Se
Zara Naam Ho To Yeah Matti Bohat Zerkhaz Hai Saqi”
“Nikala Hum Ko Jannat Se Fareeb-e-Zindgi Daay Ker
Dia Phir Shok e Jannat Kyun Yeah Hirani Nhe Jati”
“Amal Se Zindgi Bunti Hai Jannat Bhi Jahanam Bhi
Yeah Khaki Apni Fitrat Mein Na Noori Hai Na Nari Hai”
“Deiar e Ishq Mein Apna Maqam Peda Ker
Naya Zamana Nai Subha Sham Peda Ker”
“Kahan Se Tu Ne Aay Iqbal, Sekhi Hai Yaeh Dervashi
K Chercha Badshahow Mein Hai Teri BeNiazi Ka”
“Baat Sajadow Ki Nhe Khaloos Ki Hoti Hai Iqbal
Her Mekhane Mein Sharabi Aur Her Masjid Mein Namazi Nhe Hota”
“Teri Rahmatow Pe Munhaser, Mere Her Amal Ki Qabooliat
Na Mujhe Saleeka e Iltija, Na Mujhe Shaoor e Namaz Hai”
“Mere Bachpan K Din Bhi Kia Khoob Thay Iqbal
Be Nimazi Bhi Tha Aur Be Gunah Bhi”
“Na Tu Zameen K Lie Hai Na Asmaa K Lie
Jahan Hai Tere Lie Tu Nhe Jahan K Lie”
“Kyun Mantien Mangta Hai Aurow K Derbar Se Iqbal
Vo Kon Sa Kam Hai Jo Hota Nhe Tere Perverdegar Se”
“Diloow Ki Emaratow Mein Kahin Bandgi Nhe
Pather Ki Masjadow Mein Khuda Dhoundte Hain Log”
“Tere Azad Bandow Ki Na Yeah Dunia Na Vo Dunai Iqbal
Yahan Merne Ki Pabandi, Wahan Jene Ki Pabandi”
“Tu Shaheen Hai Pervaz Hai Kam Tera
Tere Samne Asmaa Aur Bhi Hain”
“Khawahishien Badshahow Ko Ghulam Bana Leti Hain
Mager Saber Ghulamow Ko Badshah Bana Deta Hai”
Read MORE: 9 November Iqbal Day Quotes, Wishes & Captions
“Ser Jhukane Se Namazien Adda Nhe Hoti
Dil Jhukana Perta Hai Ebadat K lie”
“Iqbal Teri Qoam Ka Iqabl Kho Gia
Mazi To Sunehra Hai Mager Haal Kho Gia”