Hum Madhe Ali Mein Dar Pe Bhi Lyrics – Farhan Ali Waris

Hum Madhe Ali Mein Dar Pe Bhi is an amazing Noha by talented Farhan Ali Waris. Let’s have a look at the full lyrics of Hum Madhe Ali Mein Dar Pe Bhi.

Artist: Farhan Ali Waris

Hum Madhe Ali Mein Dar Pe Bhi Lyrics

Hum Madh e Ali Mein Der Pe Bhi Lafzow Ko Rawani Dete Hain
Hum Madh e Ali Mein Der Pe Bhi Lafzow Ko Rawani Dete Hain
Kati Ha Zubaa Kut Jae Mager Pigaam Zubani Dete Hain
Hum Madh e Ali Mein Der Pe Bhi Lafzow Ko Rawani Dete Hain

Shahid Ha Ada e Mesum ki Hum Hain Vo Ali K Dewane
Han Shahid Hai Ada e Mesum ki Hum Hain Vo Ali K Dewane
Jis Peer Pe Soli Cherna Ho Us Peer Ko Pani Dete Hain
Hum Madh e Ali Mein Der Pe Bhi Lafzow Ko Rawani Dete Hain
Hoooooo
Peshani e Hur per yeah kah kr Romal ko Bandha Saroor Ne
Jannat Bhi Fida Ho Jae Gi Hum Esi Nishani Dete Hain
Hum Madh e Ali Mein Der Pe Bhi Lafzow Ko Rawani Dete Hain

Qurban Huve Jub Run Mein Habib e Pigaam Dia Dunia Ko Ajeeb
Haan Qurban Huve Jub Run Mein Habib e Pigaam Dia Dunia Ko Ajeeb
Hum Apni Seghi k Badle Mazhab Ko Jawani Dete Hain
Hum Madh e Ali Mein Der Pe Bi Lafzow Ko Rawani Dete Hain

Katil ko Pilia Haider k Lashker ko Pilia Sarwar Ne
Yeah Ase Ghirane Vale Hain Dushman Ko Bhi Pani Dete Hain
Hum Madh e Ali Mein Der Pe Bi Lafzow Ko Rawani Dete Hain

Abbas Ne Pani Deria ko Chuloow Se Pila kr Batlia
Haan Abbas Ne Pani Deria ko Chuloow Se Pila kr Batlia
Muthi Mein Hai Koser Hum Khud Hi Deriaow ko Pani Dete Hain
Hum Madh e Ali Mein Der Pe Bi Lafzow Ko Rawani Dete Hain

Abbas ki Terbiat K hi Kareeb Pani ne Thaher k Batlia
Haan Abbas ki Terbiat K hi Kareeb Pani ne Thaher k Batlia
Mein Behta Hoon Tub Abbas Mujhay Jub Azan e Rawani Dete Hain
Hum Madh e Ali Mein Der Pe Bhi Lafzow Ko Rawani Dete Hain

Islam Gawahi Deta Hai Jub Jub Zaorat Deen ko Peri
Haan Islam Gawahi Deta Hai Jub Jub Zaorat Deen ko Peri
Hoo Khoon Ya Dolat Sarwar k Nana Aur Nani Dete Hain
Hum Madh e Ali Mein Der Pe Bhi Lafzow Ko Rawani Dete Hain

Jub Mein Ne Dua Un Se Mangi Asghar Ne Kaha Mat Ghabrao
Haan Jub Mein Ne Dua Un Se Mangi Asghar Ne Kaha Mat Ghabrao
Midhat Ka Shref Is Bachpan Mein Hum Tum ko Bhi Hani Dete Hain
Hum Madh e Ali Mein Der Pe Bhi Lafzow Ko Rawani Dete Hain

Read More: Nara Ali Da Lyrics – by Nadeem Sarwar & Ali Shanawar


To Update or Add any Information in this article, please contact us via Email.

Sara Rayan

Sara Rayan is content writer at Showbiz Hut. She is responsible for writing the articles related to the latest dramas, series, and celebrity buzz with infectious enthusiasm. Sara has more than 5 years of experience in creating engaging content related to entertainment industry.