Hadees About Roza In Urdu, Ramadan Hadith Status & SMS

Ramadan best inspiring Haees in Urdu for status, messages, SMS, & captions. Hadees About Roza in Urdu, sayings about the importance of Roza and Ramadan. Read the famous Ramadan and Roza Hadith in Urdu.

Hadees About Roza in Urdu

“Her Cheez Ki Zakat Hoti Hia Aur Jisam Ki Zakat Roza Hai.”

“Jannat Ka Aik Dervaza Sirf Rozadarow K Lie Makhsos Ho Ga, Us Se Rozadarow K Siwa Koi Aur Nhe Guzre Ga.”

“Jis Se Beghar Kisi Uzeer Ya Bemari K Aik Roza Chora To Khawa Vo Sari Umer K Roze Bhi Rakh Ly Us Ki Talafi Nhe Kr Skta.”

“Sehri Khia Kro Kyun K Sehri Khane Mein Berkat Hai. Yaqenan Allah Aur Us K Farihste Sehri Khane Valow Per Darood Bhajte Hain.”

“Jo Admi Roza Rakhta Huve Apne Qardar o Ghuftar Mein Jhoot Na Chore Tu Allah Ko Us K Bhooke Piase Rehne Ki Koi Zarorat Nhe.”

“Tum Mein Se Koi Ramazan Se Aik Ya Do Din Pehle Roza Na Rakhe Albata Agar Koi Shaksh Mamool Se Roze Rakhta Chla A Raha Hai To Vo Us Roz Roza Rakh Ly.”

“Roza Mere Lie Hai Aur Mein Hi Us Ka Badla Doow Ga Aur Us Mein Dursi Nakiow Ka Sawab Bhi Asal Naki Se Das Guna Hota Hai.”

“Roza Aik Dhaal Hai Is Lie (Rozadar) Na Behoda Goi Kre Aur Na Jahilana Afaal.”

Read MORE: Happy Ramadan wishes & Quotes in Urdu

“Jis Admi Ne Aik Din Allah K Raste Mein Roza Rakha Allah Dozakh Ki Aag Ko Us K Muu Se 70 Saal Ki Musafat tak Dor Kr Dy Ga.”

“Allah 3 Logow Ki Kabhi Dua Rad Nhe Krta, Adil Hukmaran Ki, Mazlom Ki Aur Rozadar Ki Iftar K Waqat Ki Jane Vali Dua.”

To Update or Add any Information in this article, please contact us via Email.

ShowbizHut Editorial Staff

Our team at Showbiz Hut is passionate about delivering engaging and authentic content that keeps you in the loop with the latest trends and happenings in the entertainment industry. As avid enthusiasts of the world of entertainment, we strive to provide you with intriguing insights, exclusive updates, and a fresh perspective on your favorite celebrities, movies, TV shows, and more.