Balaghal Ula Bi Kamaalihi by Ali Zafar Lyrics – Naat by Ali Zafar
Famous singer Ali Zafar released his naat Balaghal Ula Bi Kamaalihi on 21st Ramadan. His fans loved the beautiful naat in the voice of their favorite star. Let’s dig in for complete lyrics of Ali Zafar New Naat Balaghal Ula Bi Kamaalihi.
Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat by Ali Zafar Lyrics
Ae Khatam-e-Rasool, Kabaa-e-Maqsood Tuhi
Dar Soorat-e-Her Che Hast Mujood Tuhi
Ayaat-e-Kamal e Haq Ayan Ast Ba Tu
Aan Zaat Ke Dar Parda Nihan Bood Tuhi
Sohani Raat Thi aur Pur-Sakoon Zamana Tha
Asar Main Doba Hua Jazb-e-Ashiqana Tha
Unhain Tu Arsh Pay Mahboob Ko Bulana Tha
Hawa The Deed Ki Miraj To Bahana Tha
Sar-e-LaMakan Say Talab Hui
Sar-e-LaMakan Say Talab Hui
So-e-Muntaha Who Chale Nabi
Sar-e-LaMakan Say Talab Hui
Sar-e-LaMakan, LaMakan
Sar-e-LaMakan Say Talab Hui
So-e-Muntaha Who Chale Nabi
Yeah Kamal-e-Husan Ka Mojza
Ke Firaq Haq Bhi Na She Saka
Sar-e-LaMakan Say Talab Hui
So-e-Muntaha Who Chale Nabi
Shab-e-Meraj Lea Arsh-e-Barin Pay Bulaway
Sadma-e-Hijar Khuda Say Bhi Gawara Na Hua
Sar-e-LaMakan Say Talab Hui
So-e-Muntaha Who Chale Nabi
Sar-e-LaMakan Say Talab Hui
So-e-Muntaha Who Chale Nabi
Sar-e-LaMakan Say Talab Hui
So-e-Muntaha Who Chale Nabi
Koe Had Hai Unke Uroj Ki
Balaghal Ula Bi Kamaalihi
Koe Had Hai Unke Uroj Ki
Balaghal Ula Bi Kamaalihi
Sar-e-LaMakan Say Talab Hui
Koe Had Hai Unke Uroj Ki
Sar-e-LaMakan Say Talab Hui
Koe Had Hai Unke Uroj Ki
Khar-ul-Wara, Sadr-Ud-Duqa Najm-ul-Huda Noor-ul-Ula
Khar-ul-Wara, Sadr-Ud-Duqa Najm-ul-Huda Noor-ul-Ula
Sham-ud-Dua, Badr-Ud-Duja, Yani Muhammad-e-Mustafa
Koe Had Hai Unke Uroj Ki
Koe Had Hai Unke Uroj Ki
Jo Gaea Hai Farsh Say Arsh Tak
Who Buraq Lay Gae Bay-Dharak
Tabq-e-Zameen, Warq-e-Falak
Gaye Neche Paon Say Pul Sarak
Latian Zulf Ki Jo Gaen Latak
Tu Jahan Sara Gaea Mehak
Hue Mast Bulbulian Iss Qadar
Toh Yeah Gunch Bolay Chatak Chatak
Koe Had Hai Unke Uroj Ki
Koe Had Hai Unke Uroj Ki
Koe Had Hai Unke Uroj Ki
Koe Had Hai Unke Uroj Ki
Koe Had Hai Unke Uroj Ki
Rukh-e-Mustafa Ki Yeah Roshni
Yeah Tajalion Ki Hamahami
Rukh-e-Mustafa Ki Yeah Roshni
Yeah Tajalion Ki Hamahami
Keh Har Aik Chez Chamak Uthi
Keh Har Aik Chez Chamak Uthi
Kashafadu-Ja-Bi jamalihi
Keh Har Aik Chez Chamak Uthi
Kashafadu-Ja-Bi jamalihi
Koe Had Hai Unke Uroj Ki
Koe Had Hai Unke Uroj Ki
Balaghal Ula Bi Kamaalihi
Koe Had Hai Unke Uroj Ki
Balaghal Ula Bi Kamaalihi
Na Falak Na Chand Na Tare Na Sehar Na Raat Hoti
Na Falak Na Chand Na Tare Na Sehar Na Raat Hoti
Na Tera Jamal Hota Na Yeah Kainat Hoti
Koe Had Hai Unke Uroj Ki
Koe Had Hai Unke Uroj Ki
Balaghal Ula Bi Kamaalihi
Koe Had Hai Unke Uroj Ki
Balaghal Ula Bi Kamaalihi
Aye Mazhar-e-Noor e Khuda
Balaghal Ula Bi Kamaalihi
Aye Mazhar-e-Noor e Khuda
Balaghal Ula Bi Kamaalihi
Maula Ali Muskil Kusha
Kashafadu-Ja-Bi jamalihi
Maula Ali Muskil Kusha
Kashafadu-Ja-Bi jamalihi
Husnain Jaan-e-Fatima
Hasunut Jame-u-Khisalihi
Husnain Jaan-e-Fatima
Hasunut Jame-u-Khisalihi
Yanni Muhammad-e-Mustafa
Yanni Muhammad-e-Mustafa
Sallu Alaihi Wa Alihi
Sallu Alaihi Wa Alihi
Sallu Alaihi Wa Alihi
Sallu Alaihi Wa Alihi
Sallu Alaihi Wa Alihi
Sallu Alaihi Wa Alihi
Sallu Alaihi Wa Alihi
Read More: Mustafa Jaan e Rehmat Naat by Atif Aslam Complete Lyrics