Alvida Ramzan Shayari in Urdu, Poetry Alvida Ramadan
Best love & sad Alvida Mahe Ramzan shayari in Urdu for Ramadan. Inspiring Alvida Ramzan Poetry in Urdu for status and Instagram captions at the end of Ramadan. Let’s have a look at Alvida Mahe Ramzan sad and emotional Shayari.
Alvida Mahe Ramzan Shayari in Urdu
“Na Rahe Ga Yeah Sada
Kuch Hi Din Ka Mehman Hai
Rahmat Se Bher Lo Jholiaa
Ja Raha Hai Mah e Ramazan
Alvida Mah e Ramazan”
“Hum Rahien Na Rahien Agly Baras
Mager Tum Phir Aajao Gy Ramazan
Dar Hakikat Tum Nahi, Insan Hai Mehman
Alvida Alvida Mah e Ramazan”
“Alvida Alvida Mah e Ramazan
Teri Amand Se Roshan Huva Tha Kon-o-Makaan
Bazam-o-Iftar Ki Mahfilien Sajti The Ja Baja
Aab Ja Raha Hai Tu Sona Sona Hai Yeah Jahan
Alvida Alvida Mah e Ramazan”
“Ja Rahi Hain Vo Ronakien
Ja Rahi Hain Vo Barkatien
Ja Rahi Hain Vo Khushyaan
Aya Tha Ban K Mehman
Alvida Mah e Ramazan
Avida Mah e Ramazan”
“Vo Sehri Ki Subha
Vo Iftari Ki Shaam
Vo Tarawe Ki Raatien
Vo Duaow Ka Manzer
Kis Ko Pata Kis Ko Khaber
Aglee Saal Hum Per Ho Ya Na Ho
Yeah Yaksa Karam
Dil Hamara Ro Raha Hai
Mah e Ramazan Humien Chor Chala Ha
Alvida Alvida Mah e Ramzan”
“BeZubanow Ko Jab Vo Zuban Deta Hai
Pherne Ko Phir Vo Quran Deta Hai
Bakhshane Pe Aay Jab Ummat K Gunahow Ko
Tohfe Mein Gunahagarow Ko Ramazan Deta Hai”
“Sheri Iftar Qirat Tarawi
Aur Azaan e Namazein o Tasbeeh
Yeah Saman Noori Tujh Say Mila Hai
Mah e Ramazan Bas Alvida Hai
Alvida Alvida Alvida Hai”
“Tu Yaad Aay Ga Teri Fazaien Yaad Aien Gi
Aay Ramazan Humien Raab Ki Ataien Yaad Aien Gi”
“Kitni Jaldi Yeah Araman Guzer Jata Hai
Pyaas lgti Nahi Iftaar Guzar Jata Hai
Hum Gunhagarow Ki Maghfarat Ker Mere Allah
Ibadat Hoti Nahi Aur Ramazan Guzer Jata Hai
Alvida Alvida, Alvida Mah e Ramazan”
“Jis Ne Bana Dia Her Ghar Ko Gulistan
Chala Jae Ga Kuch Dinow Mein Yeah Mehman
Tohfe Mein De Ja Raha Eid Sab Ko
Avida Avida Mah e Ramazan”
“Koi Husn-e-Amal Na Ker Saka Hun
Chand Ansoo Nazar Ker Raha Hun
Yehi Hai Mera Kul Asasaa
Alvida Alvida Mah e Ramazan”
“Ae Mahe Ramazan Tu Aya Tha Toufa e Ummat Ban K
Sab Ki Jholi Mein Khushiaa Bher K
Duaow Ki Qubuliyat Le K
Nekiyon Ka Derwaza Khol or Jahanam K Dervaze Bund Ker K
Beshaq Derhakikat Tu Hai Agle Saal Phir Aay Ga
Gham e Dil to Yeah Hai K
Kia Is Gunhegar Ko Phir Se Yeah Mubarak Mahenia Mil Paega”
Read MORE: Alvida Ramadan Quotes Status in Urdu