9 10 Muharram Poetry in Urdu – Ashura Shayari
Heart-touching and emotional Youm e Ashura and 9 10 Muharram Poetry in Urdu for messages, SMS, status, and captions. Must share the best Youm e Ashura Shayari on 9 10 Muharram.
9 10 Muharram Poetry in Urdu
Khunjer Tale Hussain Hai Terow Ki Jheri Hai
Esi Namaz Kis Ne Zamane Mein Pherhi Hai
Betaab Dherkanien Hain, Tabiat Udaas Hai
Benoor Hain Fazaien, Falak Udas Hai
Shab Sogwar Shab-o-Sheher Bhuji Bhuji
Chand Muharram Ka Paas Hai
Sooraj Bhi Her Sham Yeah Ders Deta Hai
K Maghrab Ki Taraf Jao Gy Tu Doob Jao
Hafiz Tu Kainat Mein Lakhon Mile Magar
Neize Pe Jo Hui Vo Talawat Nhe Mili
Jannat Saja Ke Sidhat Ki Mitti Pe Bakhuda
Dekho Lagae Arash Ke Meele Hussain Ne
Tarekh Misal Esi Koi Dhound Ke Laaye
Ser Tun Se Juda Bhi Ho Magae Moat Na Aay
Sochow Mein Sabar o Raza Ke Jo Maafi
Eik Naam Hussain Ibn Ali Zehan Mein Aay
Din Roye Ga Raat Roye Gi
Her Momin Ki Zaat Roye Gi
Jab Bhi Muharram Ka Nazar Aya Kre Ga Chand
Ghum Hussain Mein Sari Kainat Roye Gi
Karbala Mein Bhi Karbar Ka Aina Hai
Ase Hote Hain Muhammad ke Gharane Vale
Jis Jannat Mein Jaien Gy Sab Ambiaa
Us Jannat Ke Serdar Hain Hussain
Read MORE: Muharram Quotes & Sayings in Urdu for Status
Haq Ke Lie Jaan Dene Ki Jo Rasam Chli Hai
Is Rasam Ka Bani Hi Hussain Bin Ali Hai
Ghumow Ki Bheer Mein Rasta Bna Ke Chalta Hoon
Hussain Ka Noker Hoon Ser Utha Ke Chalta Hoon