6 September Poetry in Urdu, Pakistan Defence Day
Pakistan Defence Day or Youm e Difa is celebrated on 6 September in Pakistan. 6 September Pakistan Defence Day poetry in Urdu is full of emotions. Every year, Pakistanis are celebrated this day to remind the sacrifices of the army in defending the borders of Pakistan. Share best Youm e Difa poetry in Whatsapp status and Instagram Captions and make this day more memorable.

6 September Poetry in Urdu 2023
“Kis Ki Himmat Hai Hamari Pervaz Mein Laay Kami
Hum Pervazow Se Nhe Hoslow Se Uraa Krte Hain”
“Shaheedan e Watan K Hosle Thy Deed K Kabil
Wahan Per Shuker Krte Thy Jahan per Saber Mushkil Tha”
“Meri Serhad Pe Pehra Hai Emaan Ka
Mere Sherow Pe Saya Hai Quran Ka”
“Aay Erz-e-Watan Aaj Bhi Apna Yeah Ehad Hai
Hum Haraf e Wafa Khoon Se Tehreer Krien Gy”
“Ser Fazroshi Ki Tamana Aab Hamare Dil Mein Hai
Dakhna Hai Zor Kitna Bazo-e-Qatil Mein Hai”
“Aay Rah-e-Haq K Shaheedo, Wafa Ki Tasverow
Tumhe Watan Ki Fizaien Salam Kahti Hain”
“Hamara Khoon Bhi Shamil Hai Tazeen e Gulsitan Mein
Humien Bhi Yaad Rakhna Chaman Mein Jub Bhara Aay”
“Yeah Kis Ne Hum Se Lahoow Ka Khiraj Phir Manga
Abhi to Soe Thay Muqtil ko Ser Kharu Ker K”
“Aag Lagane Jo Aay Thy Ashiane Ko
Vo Sholee Apne Lahoow Se Bhuja Die Tum Ne”
“Koi Humien Kia Khaak Mare Ga
Hum To Talabgar Hote Hain Subha-o-Sham Shahadat K”
“Hum To Mit Jae Gy Aay Erz-e-Watan
Lekin Tum Ko Zinda Rahna Hai Qayamat Ki Saher Hone Tak”
“Serfaroshi Ki Tamana Aab Hamare Dil Mein Hai
Dakhna Hai Zor Kitna Hai Bazoow-e-Qatil Mein Hai”
“Roti Nhe Kabhi Shaheedow Se Lippat Ker
Yeah Hosla Mere Watan Ki Maaow Mein Hai”
“Dil Se Nikle Gi Na Mer Ker Bhi Watan Ki Ulfat
Meri Matti Se Bhi Khushbo e Wafa Aay Gi”
Read MORE: Heart-Touching Pak Army Poetry in Urdu
“Hai Jurm Ager Watan Ki Matti Se Mohabbat….
Yeah Jurm Sada Mere Hisabow Mein Rahe Ga!”
“Hamari Khaak Se Khushbo Watan Ki Aay Gi
Hamara Khoon Hai Shamil Is Watan Ki Matti Mein
“Khuda Kre K Meri Erz-e-Pak Per Utre
Vo Fasal-e-Gul Jise Andesha e Zawal Na Ho”
Read MORE: List of Best Pakistani Drama OST 2021