25 December Quaid e Azam Day 2022 Poetry, Urdu Shayari
25 December is celebrated as Quaid e Azam Day. 25 December Quaid e Azam Day 2022 Poetry in Urdu. Share Urdu Shayari about Quaid on 25 December with friends and family. Quaid-e-Azam is the founder of Pakistan. He is one of the greatest Muslim leaders of the sub-continent.
25 December Quaid e Azam Day 2022 Poetry
Ik Fehm-o-Farat Say Iss Nay Jazbon Ki Qiadat Esay Ki
Woh Quaid-e-Azam Khelaea Aur Bani e Pakistan Bana
Tareekh Kay Auraq Issay Yaad Rakhian Gian
Iss Banda-e-Momin Ko Koe Lakh Bhula Day
Qudrat Ki Taraf Say Hum Sab Par Jab Rehmat Ka Imkan Bana
Wou Ilm-o-Tadabur Ka Malik Taqdeer Se Ik Insan Bana
Tunay Iss Bagh Ko Sencha Hai Lahu Say Apnay
Teri Khushbo Say Tera Bagh Hmesha Mehkay
Teri Danish, Teri Hikmat, Teri Himmat, Tera Iman
Nijat Ahl-e-Hindustan, Hayat Ahl-e-Pakistan
Woh Log Jo Pehlay Dar Dar Kay Kufaar Kay Sath Bastay Thay
Yeah Mulk Bana Tou Un Ke Lea Ik Rahat Ka Saman Bana
Ghayron Ke Dill Bi Seenay Ke Andar Dahhal Gaye
Mazlum Ke Fughaan Ha Mohammad Ali Jinnah
Dil Say Niklay Gi Na Mar Kar Bhi Watan Ki Ulfat
Meri Matti Say Bhi Khushbo-e-Wafa Ae Gi
Read More: Quaid e Azam Day 2022 Quotes in English