23 March Poetry in Urdu – Pakistan Day Shayari 2023
23 March is an important day for Pakistan. This is also known as Yaum e Pakistan or Pakistan Resolution Day. Let’s have look at 23 March Pakistan Day Poetry in Urdu.
23 March Pakistan Day Poetry in Urdu
“Hai Juram Ager Watan Ki Mitti Se Mohabbat
Yeah Juram Sada Mere Hisabow Mein Rahe Ga”
“Khuda Kare K Meri Erz e Pak Pe Utre
Vo Fasal e Gul Jise Indesha e Ziwal Na Ho”
“Nazer Dali Ager Tu Ne Mere Erz e Pak Per
Hamara Wada Hai Dushman Teri Hasti Mitta Daay Gy”
“Dil Se Nikle Gi Na Mer Ker Bhi Watan Ki Ulfat
Meri Matti Se Bhi Kashbow e Wafa Aay Gi”
“Mein Apne Raab Se Hoon Is Bat Ka Sawali
Ho Qaim Mere Mulak Mein Aman Aur Khushhali”
“Hum To Mit Jaien Gy Aay Erz e Watan Lekin
Tum Ko Zinda Rahna Ha Qayamt Ki Seher Hone Tak”
“Jis Des Ki Dherti Mein Khushbow Baharow Ki
Vo Des Hamara Hai, Vo Des Hamara Hai”
“Aab Keraz Hai Hum Per Matti Ka
Is Manzil Ka Is Dherti Ka
Taqdeer Kerien, Tadbeer Krien
Aao Watan Tameer Krien”
“Kis Ki Himmat Hai, Hamari Perwaz Mein Laay Kami
Hum Perwazow Se Nhe Hoslow Se Ura Krte Hain”
“Vo Jo Krte Hain Humien Mitane K Dawee
Shayed Waqif Nhe Hamare Hoslow Se”
“Is K Zare Zare Mein Basi Hai Meri Jaan
Mere Dil Ki Dherkan Hai Mera Pakistan”
Read MORE: Quaid e Azam Quotes & Sayings in Urdu
“Thuj Se Hai Meri Tamanow Ki Dunia Purnoor
Azam Mera Qavi Hai, Erade Hain Ghioor
Meri Hasti Mein Ana Hai, Meri Hasti Mein Shaoor
Jaan Fiza Mera Takhaiul Hai Tu Shereen Ha Sakhun”
“Janoon Se Aur Ishq Se Milti Hai Ezadi
Qurbani Ki Bahoow Mein Milti Hai Ezadi”
“Hum Apni Sansien Tere Nam Krte Hain
Aay Watan Hum Teri Azmat Ko Salam Krte Hain”