21 Ramzan Shahadat Hazrat Ali Quotes in Urdu – Status & Captions

21 Ramzan Shahadat Hazrat Ali quotes, sayings, status & captions 2023 in Urdu. Just scroll down and read the best inspiring and heart-touching Shahadat Hazrat Ali quotes in Urdu.

21 Ramzan Shahadat Hazrat Ali Quotes in Urdu

“Dil Hai Uddas Iss Gham Ka Khazena Shuru Hua
Haider Ki Shahdat Ka Mahena Shuru Hua”

“Shuru Yahn Se Ab Karbal Ki Baat Hai
Haide Ki Zarb Lag Gae Din Sayah Raat Hai
Waqat-e-Asar Shabbir Ki Namaz Jou Adda
Kofay Main Iss Namaz Ki Pehli Rakat Hai”

“Aay Ali Tumhe Dunai Smaj Na Pai.”

Hazrat Ali (R.A.) ne Farmaea, “Teen Chezian Tabah Ker Dene Wali Hain. Takabur Jis Ne Iblees Ko Uske Rutbay Se Gira Dea. Hars Jis Ne Adam Ko Jannat Se Nikal Dea. Hasad Jis Ne Adam Ke Bete Ko Apne Bhai Ke Qatal Pe Admada Kea.”

“Aghaz Hone Vala Hai Karbala Ki Kahani Ka.”

“Aaj Azan e Subha Nhe Zainab Ki Yateemi Ki Sada Gonje Gi.”

“Chupka K Kaber Mein Toheed Ki Amanat Ko
Gher Ate Ate Mola Ali Kitni Baar Gire”

“Ramadan Mein Aik Aik Sajda Kameti Hai.”

Read MORE: Shahadat Hazrat Ali Islamic Shayari in Urdu

“Her Gham Mein Karbala Ne Sahara Diya Mujhe
Her Gham Gham-e-Hussain Mein Tabdeel Ho Gia”

Hazrat Ali (R.A.) Ka Qoul Hai: “Khuda Ke Nazdeek Kisi Insan Ki Jtni Izzat Hoti Hai Iska Imtehan Bhi Issi Qadar Sakht Hota Chla Jata Hai.”

To Update or Add any Information in this article, please contact us via Email.

ShowbizHut Editorial Staff

Our team at Showbiz Hut is passionate about delivering engaging and authentic content that keeps you in the loop with the latest trends and happenings in the entertainment industry. As avid enthusiasts of the world of entertainment, we strive to provide you with intriguing insights, exclusive updates, and a fresh perspective on your favorite celebrities, movies, TV shows, and more.