UncategorizedWishes Quotes Poetry

12 Rabi ul Awal Naat Lyrics in Urdu – Naats List

12 Rabi ul Awal is a sacrifice and holy event for all Muslims. On 12 Rabi ul Awal mehfil-e-milad is organized in every street and every every. Naats and darood-e-pak are recited on this occasion. Here we have 12 Rabi ul Awal Naat Lyrics in Urdu and a complete list of naat of Eid Milad un Nabi.

12 Rabi ul Awal Naat Lyrics in Urdu & List

1.Muhammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai

Muhammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai
Bulnaid Pe Apna Naseeb aa raha hai
Farishto Yeah Day Do Paigham Unko
Khabr Ja Keh Day Do Unko Farishto
Keh Khadim Tumhara Saeed Aa Raha
Bulnaid Pe Apna Naseeb aa raha hai
Muhammad Ka Roza Qareeb Aa Raha Hai

2. Chamak Tuj Se Patay Hain Sab Panay Walay

Chamak Tuj Se Patay Hain Sab Panay Walay
Mera Dil Bhi Chamka Day Chamkanay Walay
Barasta Nahi Dekh Keh Abar-e-Rehmat
Bado’on Per Bhi Barsa Day Barsanay Walay
Madiay Ke Khitay Khuda Tuj Ko Rakhay
Gharebon Faqreon Ke Tahranay Walay
Chamak Tuj Se Patay Hain Sab Panay Walay
Mera Dil Bhi Chamka Day Chamkanay Walay

3. Main Tou Ummati Hon

Main Tou Ummati Hon Aay Shah-e-Umam
Kr Dian Meray Aqqa Ab Nazar-e-Karam
Main Tou Bay Sahara Hon Daman Bhi Khali Hai
Nabeon Ke Nabi Teri Shan Nirali Hai
Gham Ke Andhron Ne Ghera Hua Ha
Aqqa Dushwar Jeena Mera Hua Hai
Bigri Bana Do Meri Tayyab Ke Walay
Naboen Ke Nabi Teri Shan Hai Nirali
Main Tou Ummati Hon Aay Shah-e-Umam
Kr Dian Meray Aqqa Ab Nazar-e-Karam

4. Har Waqat Taswar Main Madinay Ki Gali Ho

Har Waqat Tasawar Main Madinay Ki Gali Ho
Aur Yaas Muhammad Ki Meray Dil Main Basi Ho
Ay Kash Main Bun Jaon Madinay Ka Musafir
Phir Roti Hue Taiba Ko Barat Chali Hou
Phir Rehmat-e-Bari Se Chlon Soay Madina
Ay Kash Muqadar Main Muysar Woh Ghari Ho

5. Tamana-e-Dil Rasool Allah Tamana-e-Dil Habeeb Allah

Tamana-e-Dil Rasool Allah Tamana-e-Dil Habeeb Allah
Tamana Mudaton Se Hai Jamal-e-Mustafa Dekhon
Imam-e-Anbia Dekhon, Habib-e-Kibrea Dekhon
Woh Jin Ke Dam Se Subha Ne Roshni Pae
Hawa Ne Ambar Ki Jis Se Fiza Woh Rehnuma Dekhon
Tamana-e-Dil Rasool Allah Tamana-e-Dil Habeeb Allah

Read More: Eid Milad un Nabi Poetry in Urdu

error: Content is protected !!