Defence Day Poetry in Urdu – 6 September Shayari & Captions
Defence Day 6 September poetry in Urdu. Youm e Difa Sharayi and captions in Urdu for 6 September Defense Day 2022.
6 September Defence Day Poetry in Urdu
Aqabon Kay Tasalat Per Fizain Fakhar Kerti Hain
Khudi Kay Razdano Par Duain Fakhar Kerti Hain
Batan Say Jin Kay Betay Paida Hon Mehmood-e-Alam Say
Who Dharti Sar Uthati Hai Main Fakhar Kerti Hain
Main Jhuka Nahi, Main Bikka Nahi
Kahin Chup Chuppa Kar Khra Nahi
Jou Datay Huay Hain Mahaz Par
Mujhay Un Safhon Main Talash Kar
Aag Laganay Jou Ae Thay Ashyanay Ko
Who Shulay Apnay Lahu Say Bhuja Dea Tum Nay
Yeah Ghazi Yeah Teray Pur-Israr Banday
Jinhay Tunay Bakhsha Hai Zouq-e-Khudai
Do Neem Inki Thokar Say Sahra-o-Darya
Simat Kar Pahar Inki Haibat Say Rai
Main Chup Tha Keh Barbad Na Hou Jae Gulshan Ka Sukon
Nadan Yeah Samj Bethay Keh Muj Main Qouwat-e-Lalkar Nahi
Read More: 6 September Pakistan Day Quotes & Status
Chalta Hai Khanjar Tou Chalay Meri Raggon Per
Khudi Baich Ker Apni Main Kabhi Jhuk Nahi Sakta
Mitnay Ko Tou Yeah Dunya Bhi Mit Sakti Hai Lakin
Tareekh Kay Auraq Se Main Mitt Nahi Sakta
Meri Sarhad Pay Pehra Hai Emaan Ka
Meray Shehron Pay Saya Hai Quran Ka
Sunno Gay Dastan-e-Wafa Jab Kabhi Kisi Ki
Hamara Bhi Naam Hoga Shamil Uss Qatar Main